Pahle Wafa Ka Apni Lyrics - Asha Bhosle

Pahle Wafa Ka Apni lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Gauri (1968). Pahle Wafa Ka Apni Love soundtrack was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) with lyrics written by Rajendra Krishan.

Pahle wafa ka apni yaki to dilaye
Phir uske bad lakh hume aajmaiye
Pahle wafa ka apni yaki to dilaye
Phir uske bad lakh hume aajmaiye

Kuch aage badke phul bhi aayenge hath me
Kuch aage badke phul bhi aayenge hath me
Kanta samjhke hum sina daman bchayenge
Kanta samjhke hum sina daman bchayenge
Pahle wafa ka apni yaki to dilaye
Phir uske bad lakh hume aajmaiye
Pahle wafa ka apni yaki to dilaye
Phir uske bad lakh hume aajmaiye

Hum saya bankar sath na chhodege aapka
Hum saya bankar sath na chhodege aapka
Ab pas pas aau ya dur jaiye
Ab pas pas aau ya dur jaiye
Pahle wafa ka apni yaki to dilaye
Phir uske bad lakh hume aajmaiye
Pahle wafa ka apni yaki to dilaye
Phir uske bad lakh hume aajmaiye

bharatlyrics.com

Humne to matha aapke kadmo me rakh diya
Humne to matha aapke kadmo me rakh diya
Ab is pe apne hath se bindiya sazaiye
Ab is pe apne hath se bindiya sazaiye
Pahle wafa ka apni yaki to dilaye
Phir uske bad lakh hume aajmaiye
Pahle wafa ka apni yaki to dilaye
Phir uske bad lakh hume aajmaiye
Pahle wafa ka apni.

Pahle Wafa Ka Apni Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download