Paise Bina Pyaar Fazul Hai Lyrics - Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Paise Bina Pyaar Fazul Hai lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Imaan (1974). The music of Paise Bina Pyaar Fazul Hai Dance, Sharaabi track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Paise bina pyaar fazul hai,
Yeh pyaar kya hai
Paise bina pyaar fazul hai
Paise bina pyaar fazul hai
O raani yeh jawaani ki bhul hai
Paise bina pyaar fazul hai,
Paise bina pyaar

bharatlyrics.com

Jise dil chaahe woh na mil
Paaye toh daulat se woh kharid lo
Jise dil chaahe woh na mil
Paaye toh daulat se woh kharid lo
Logo deewaano yeh maano
Ya na maano apna toh yeh usul hai
Paise bina pyaar fazul hai
Paise bina pyaar fazul hai
O raani yeh jawaani ki bhul hai
paise bina pyaar

Tose laage naina jaage saari raina,
Hat jhuti hai sab kahaaniya
Tose laage naina jaage saari raina,
Hat jhuti hai sab kahaaniya
Aaj khil jaaye toh kal murjhaaye
Dil ek patjhad ka phul hai
Paise bina pyaar fazul hai
Paise bina pyaar fazul hai
O raani yeh jawaani ki bhul hai,
Paise bina pyaar

Bhula pyaasa soye jaage toh roye
Woh aadami pyaar kya karein
Bhula pyaasa soye jaage toh roye
Woh aadami pyaar kya karein
Jise nahi khona paisa toh hai
Sona baaki sab kadamon ki dhul hai
Paise bina pyaar fazul hai
Paise bina pyaar fazul hai
O raani yeh jawaani ki bhul hai,
Paise bina pyaar fazul hai.

Paise Bina Pyaar Fazul Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download