Pani Pe Barse Jab Pani Lyrics - Lata Mangeshkar

Pani Pe Barse Jab Pani Lyrics - Lata Mangeshkar

Pani Pe Barse Jab Pani Lyrics - Lata Mangeshkar

Pani Pe Barse Jab Pani lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Kahin Aur Chal (1968). The music of Pani Pe Barse Jab Pani Happy track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Pani pe barse jab pani
Jab ho fizaye deewani
Phir to aise mausam mein
Karta hai dil bhi nadani
Pani pe barse jab pani
Jab ho fizaye deewani
Phir to aise mausam mein
Karta hai dil bhi nadani

Kuch dhundti hai do ankhein
Kuch khojta hai man mera
Wo kaun hai kaha par hai
Jiske khyal ne ghera
Kuch dhundti hai do ankhein
Kuch khojta hai man mera
Wo kaun hai kaha par hai
Jiske khyal ne ghera
Pani pe barse jab pani
Jab ho fizaye deewani
Phir to aise mausam mein
Karta hai dil bhi nadani
Pani pe barse jab pani
Jab ho fizaye deewani
Phir to aise mausam mein
Karta hai dil bhi nadani

bharatlyrics.com

Bijli chamak chamak karkyu
Hume muh chidaye jati hai
Natkhat ishare kar kar ke
Kyu muskuraye jati hai
Bijli chamak chamak kar kyu
Hume muh chidaye jati hai
Natkhat ishare kar kar ke
Kyu muskuraye jati hai
Pani pe barse jab pani
Jab ho fizaye deewani
Phir to aise mausam mein
Karta hai dil bhi nadani
Pani pe barse jab pani
Jab ho fizaye deewani
Phir to aise mausam mein
Karta hai dil bhi nadani.

Pani Pe Barse Jab Pani Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *