Parvar Digare Aalam Lyrics - Mohammed Aziz

Parvar Digare Aalam lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz from Allah Rakha (1986). Parvar Digare Aalam Devotion soundtrack was composed by Anu Malik with lyrics written by Rajendra Krishan.

Parvar digare aalam
Mohataj hain tere hum
Tere naam ke sahare
Bedam mein aayega dam
Parvar digare aalam
Parvar digare aalam
Mohataj hain tere hum
Tere naam ke sahare
Bedam mein aayega dam
Parvar digare aalam
Alamdak alamdak alamdak
Alamdak alamdak
Alamdak alamdak alamdak

Jiski dua se mujhme
Ek roj jaan dali
Aaj uski zindagi ka hoon
Main tujhse sawali
Jiski dua se mujhme
Ek roj jaan dali
Aaj uski zindagi ka hoon
Main tujhse sawali
Us din karam kiya tha
Kya aaj na karega
Ya kya mere jite ji hi
Mohasin mera marega
Banda tera dekhe jalwa

Parvar digare aalam
Mohataj hain tere hum
Tere naam ke sahare
Bedam mein aayega dam
Parvar digare aalam
Alamdak alamdak alamdak
Alamdak alamdak
Alamdak alamdak alamdak

bharatlyrics.com

Fariyad hain zara si
Kya na jawab dega
Sabko shawab dega
Mujhko ajab dega
Fariyad hain zara si
Kya na jawab dega
Sabko shawab dega
Mujhko ajab dega
Kya meri bandagi mein
Koi kami rahi hain
Ghustak na samjhana
Ye baat jo kahi ye
Banda tera dekhe jalwa.

Parvar Digare Aalam Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download