Patnewaali Lyrics - Kailash Kher, Rekha Bhardwaj

Patnewaali lyrics, the song is sung by Kailash Kher, Rekha Bhardwaj from Desi Kattey (2014). The music of Patnewaali Item Numbers track is composed by Kailash Kher while the lyrics are penned by Kailash Kher.

Dil laayi hai dhadi
Do dhadi ka
Sara khel hai ghadi
Do ghadi ka
Ghoor ghoor kyon
Dekhe chaudhri
Ghoonghat utaar
Degi chaudhri

Patnewaali hoon
Patnewaali hoon
Patnewaali hoon
Aji haan patnewaali hoon
Patnewaali hoon
Patnewaali hoon
Patnewaali hoon
Aji haan patnewaali hoon
Patnewaali hoon
Aji haan patnewaali hoon

Darpokon ya thoko
Sar satne waali hoon
Patnewaali hoon
Aji haan patnewaali hoon
Patnewaali hoon
Aji haan patnewaali hoon

Hai koi nahi hathiyar ke
Mujhse sab darte hain
Uee tauba
Teekhi aankhon ki dhaar
Door se hi marte hain
Oye oye tauba
Hai koi nahi hathiyar
Ke mujhse sab darte hain
Teekhi aankhon ki dhaar
Door se hi marte hain
Kya kar diya kehla diya
Mere thumkon ne
Saara ka saara ilaka
Mauka diya behla diya
Meri adaaon ne
Sabko angna ho ya aaka
Darpokon ya thoko
Se latakne waali hoon

Patnewaali hoon
Aji haan patnewaali hoon
Patnewaali hoon
Aji haan patnewaali hoon
Patnewaali hoon
Aji haan patnewaali hoon

Ho pistol country made
Tabhi asli fire hai
Chhup ke jo kaarya kare
Darpok nahi kaayar hai
Ho pistol desi make
Tabhi asli fire hai
Chhup ke jo kaarya kare
Darpok nahi kaayar hai
Marne lage darne lage
Badmaash hi mere
Husn ki sab chaukidaari
Girne lage girne lage
Bazar ke saare
Bhaav mere kaarobaari
Khud luchchon
Lafangon se lipatne waali hoon

bharatlyrics.com

Patnewaali hoon
Aji haan patnewaali hoon
Patnewaali hoon
Aji haan patnewaali hoon
Patnewaali hoon
Aji haan patnewaali hoon.

Patnewaali Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download