Pee Ke Aur Pyas Badhi Lyrics - Asha Bhosle

Pee Ke Aur Pyas Badhi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Ek Phool Ek Bhool (1968). The music of Pee Ke Aur Pyas Badhi Party track is composed by Usha Khanna while the lyrics are penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Pee ke aur pyas badhi
Sare tan mein aag lagi haye
Aur na pilao mujhe pagal na banao
Meri aanhko se aankhe na milao
Aur na pilao mujhe pagal na banao

bharatlyrics.com

Ek to nashe mein chur hota hai sabab
Uspe hai gajab tumhari aankhi ki sarab
Ek to nashe mein chur hota hai sabab
Uspe hai gajab tumhari aankhi ki sarab
Honme lagi dil ki tamnnaye benakab
Mitha mitha dard utha haye
Tikha tikha teer chubha haye
Aur na pilao mujhe pagal na banao
Meri aanhko se aankhe na milao
Aur na pilao mujhe pagal na banao

Dagmaga chale hai kadam mujhko sambhalo
Mere samne se ab ye jaam uthalo
Dagmaga chale hai kadam mujhko sambhalo
Mere samne se ab ye jaam uthalo
Thodi der ke liye baho mein chupalo
Pike or pyas badhi haye
Sare tan mein aag lagi haye
Aur na pilao mujhe pagal na banao
Meri aanhko se aankhe na milao
Aur na pilao mujhe pagal na banao

Dard ki awaz dabayi na jayegi
Dil ki jalan aise mitayi na jayegi
Dard ki awaz dabayi na jayegi
Dil ki jalan aise mitayi na jayegi
Aag se to aag buhjayi na jayegi
Mitha mitha dard utha haye
Tikha tikha teer chubha haye
Aur na pilao mujhe pagal na banao
Meri aanhko se aankhe na milao
Aur na pilao mujhe pagal na banao
Aur na pilao mujhe pagal na banao
Aur na pilao mujhe pagal na banao.

Pee Ke Aur Pyas Badhi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download