PHIR SE LYRICS IN HINDI: फिर से This Love song is sung by Zeeshan Khan and Tanishka Bahl & released by Zee Music Company. PHIR SE song was composed by Garvit Soni, with lyrics written by Zeeshan Khan.
फिर से Phir Se Lyrics in Hindi
कुछ फ़ासले मोहब्बत से भी बड़े हो जाते हैं
रास्ते जुदा हों तो ख़्वाब अधूरे रह जाते हैं
आज तुम फिर से आए हो तो दिल बस इतना कहता है
खोए हुए लम्हे कभी फिर से लौट आते हैं
मिलना है तुमसे एक बार फिर से
करनी है वो सारी बातें फिर से
मिलना है तुमसे एक बार फिर से
करनी है वो सारी बातें फिर से
दिल चाहे कर लूँ फिर से
मेरे दिल का इज़हार तुमसे फिर से तुमसे
मिलना है तुमसे एक बार
बातें तेरी मेरी बातें खो गईं
ख़्वाबों में मेरे तेरी राहें मिल गईं
भारतलिरिक्स.कॉम
ख़्वाबों में ज़ाहिर कर सके
हक़ीक़त में जो न कह सके
कोशिश है ये कह दूँ इस बार
मिलना है तुमसे एक बार फिर से
जिस्म को नहीं रूह को छू लिया
हाथ तेरे थामे दिल मेरा चल दिया
अब तेरे हो गए हैं हम
बाँहों में तेरे निकले दम
उन लम्हों को जी लें एक बार फिर से
मिलना है तुमसे एक बार फिर से
फिर से मिलके करना है
साथ तेरे रहना तय करना है फिर से
Phir Se Lyrics
Kuch faasle mohabbat se bhi bade ho jaate hain
Raaste juda ho to khwaab adhoore reh jaate hain
Aaj tum phir se aaye ho to dil bas itna kehta hai
Khoye hue lamhe kabhi phir se laut aate hain
Milna hai tumse ek baar phir se
Karni hai wo saari baatein phir se
Milna hai tumse ek baar phir se
Karni hai wo saari baatein phir se
Dil chahe kar loon phir se
Mere dil ka izhaar tumse phir se tumse
Milna hai tumse ek baar
bharatlyrics.com
Baaton teri meri baatein kho gayi
Khwabon mein mere teri raahein mil gayi
Khwabon mein zaahir kar sake
Haqeeqat mein jo na keh sake
Koshish hai ye keh doon is baar
Milna hai tumse ek baar phir se
Jism ko nahi rooh ko chhoo liya
Haath tere thaame dil mera chal diya
Ab tere ho gaye hai hum
Baahon mein tere nikle dum
Un lamhon ko jeele ek baar phir se
Milna hai tumse ek baar phir se
Phir se milke karna hai
Saath tere rehna tay karna hai phir se
