Phoolo Ki Aarzoo Mein Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Phoolo Ki Aarzoo Mein lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Soulful (2000). Phoolo Ki Aarzoo Mein Ghazal soundtrack was composed by Ustad Ghulam Ali with lyrics written by .

Phoolo ki aarzoo mein
Phoolo ki aarzoo mein
Bade zakhm khaye hai
Phoolo ki aarzoo mein
Bade zakhm khaye hai
Lekin chaman ke khaar
Bhi ab tak paraaye hai
Phoolo ki aarzoo mein
Bade zakhm khaye hai
Phoolo ki aarzoo mein
Bade zakhm khaye hai

bharatlyrics.com

Us par haram hai
Gahm e duraan ki talkhiyaa
Us par haram hai
Gahm e duraan ki talkhiyaa
Jiske naseeb mein teri
Zulfo ke saaye hai
Jiske naseeb mein teri
Zulfo ke saaye hai
Jiske naseeb mein teri
Zulfo ke saaye hai
Phoolo ki aarzoo mein
Bade zakhm khaye hai
Phoolo ki aarzoo mein
Bade zakhm khaye hai

Mehshal mein le gayi thi
Tabiyat ki saaadgi
Mehshal mein le gayi thi
Tabiyat ki saaadgi
Mehshal mein le gayi thi
Tabiyat ki saaadgi
Lekin bade fulus se
Ham laut aaye hai
Lekin bade fulus se
Ham laut aaye hai
Lekin bade fulus se
Ham laut aaye hai
Phoolo ki aarzoo mein
Bade zakhm khaye hai
Phoolo ki aarzoo mein
Bade zakhm khaye hai

Aaya hun baad e fana
Unko bhi adam
Aaya hun baad e fana
Unko bhi adam
Kya jald mere sir pe
Imaan laaye hai
Kya jald mere sir pe
Imaan laaye hai
Kya jald mere sir pe
Imaan laaye hai
Phoolo ki aarzoo mein
Bade zakhm khaye hai
Phoolo ki aarzoo mein
Bade zakhm khaye hai
Lekin chaman ke khaar
Bhi ab tak paraaye hai
Phoolo ki aarzoo mein
Bade zakhm khaye hai
Phoolo ki aarzoo mein
Bade zakhm khaye hai.

Phoolo Ki Aarzoo Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download