Phul Hai Bahaar Ke Lyrics - Mohammed Rafi

Phul Hai Bahaar Ke lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Honeymoon (1973). The music of Phul Hai Bahaar Ke Sad track is composed by Usha Khanna while the lyrics are penned by Yogesh Gaud.

Din hai ye bahar ke
Phool chun le pyar ke
O saathi o saathi ho
O saathi o saathi ho
Din hai ye bahar ke
Phool chun le pyar ke
O saathi o sathi ho
O saathi o saathi ho

Tere haste hotho se
Bichde tere geet kyu
Barse sawan pyar ka
Tarse teri preet kyu
Beet na jaye kahi
Pyar ka sawan yuhi
O saathi o saathi ho
O saathi o saathi ho

Shayad kahta hai tujhe
Sahma sahma dil tera
Teri gujri jindagi
Thame na aachal tera
Pyar jo karte hai wo
Yu nahi darte hai wo
O saathi o saathi ho
O saathi o saathi ho

bharatlyrics.com

Dulhan bankar zindagi
Chalti tere saath hai
Badhkar bahe tham le
Rukne ki kya bat hai
Aaj kyu hai duriya kyu
Hai ye majburiya
O saathi o saathi ho
O saathi o saathi ho

Hona tha jo wo ho gaya
Saathi ab na soch tu
Kahkar mann ke bhed
Ye halka karle bojh tu
Ye khamoshi tod de
Ye udhasi chod de
O saathi o saathi ho
O saathi o saathi ho
Din hai ye bahar ke
Phool chun le pyar ke
O saathi o saathi ho
O saathi o saathi ho.

Phul Hai Bahaar Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download