Pine Wale Meri Aankho Se Lyrics - Asha Bhosle

Pine Wale Meri Aankho Se lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Mangu Dada (1970). The music of Pine Wale Meri Aankho Se Dance track is composed by C. Arjun while the lyrics are penned by Akhtar Romani.

Teri makhmur nigaho
Ka nasha kafi hai
Mere hote mamina
Zaroor kya hai
Peene wale meri aankho
Se piya karte hai
Peene wale meri aankho
Se piya karte hai
Aap kyu
Aap kyu aankh
Churate hai
Ye kya karte hai
Aap kyu aankh
Churate hai
Ye kya karte hai
Peene wale meri aankho
Se piya karte hai
Peene wale meri aankho
Se piya karte hai

Dil jo mil jaye to
Kuch or nasha aata hai
Dil jo mil jaye to
Kuch or nasha aata hai
Har tarah pyar me
Jine ka maja aata hai
Jo mohabbat nahi karte hai
Bura karte hai
Aap kyu
Aye ji aap kyu
Aankh churate hai
Ye kya karte hai
Aye ji aap kyu
Aankh churate hai
Ye kya karte hai
Peene wale meri aankho
Se piya karte hai
Peene wale meri aankho
Se piya karte hai

bharatlyrics.com

Dekhiye ek bulawa
Meri angdayi hai
Dekhiye ek bulawa
Meri angdayi hai
Kya meri bat na sunne
Ki kasam khai hai
Ishk wale to hasino
Ka kaha karte hai
Aap kyu
Aye ji aap kyu
Aankh churate hai
Ye kya karte hai
Aap kyu aankh
Churate hai
Ye kya karte hai
Peene wale meri aankho
Se piya karte hai
Peene wale meri aankho
Se piya karte hai

Dil sambhale nahi
Sambhala to
Gila kar baithe
Dil sambhale nahi
Sambhala to
Gila kar baithe
Aap ke samne izhare
Wafa kar baithe
Warna hum log bhala kisse
Wafa karte hai
Aap kyu
Aap kyu aankh
Churate hai
Ye kya karte hai
Aap kyu aankh
Churate hai
Ye kya karte hai
Peene wale meri aankho
Se piya karte hai
Peene wale meri aankho
Se piya karte hai
Aap kyu
Aap kyu aankh churate hai
Ye kya karte hai
Aap kyu aankh churate hai
Ye kya karte hai
Peene wale meri aankho
Se piya karte hai
Peene wale meri aankho
Se piya karte hai.

Pine Wale Meri Aankho Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download