Preet Kaise Karu Lyrics - Raja Pandit

Preet Kaise Karu lyrics, the song is sung by Raja Pandit from Maharani (1934). The music of Preet Kaise Karu Playful track is composed by while the lyrics are penned by .

Preet kaise karu
Preet kaise karu pardesi piya
Mori baali umar na chhed rasiya
Mori baali umar na chhed rasiya
Preet kaise karu
Preet kaise karu pardesi piya
Mori baali umar na chhed rasiya
Mori baali umar na chhed rasiya

Udaawo jaan meri lutf zindgani ka
Darenge kyon hai kya
Dena kisi ki naani ka
Ghulam ban chuka main
Apni taara rani ka
U hoon u hoon na karo
Waqt hai jawaani ka
Meri chhoti si jaani ne
Jaadu kiya meri chhoti si jaani
Meri chhoti si jaani
Ye meri chhoti si jaani ne
Jaadu kiya preet kaise karu
Preet kaise karu pardesi piya
Mori baali umar na chhed rasiya
Mori baali umar na chhed rasiya

bharatlyrics.com

Abhi to thumak thumak
Paas paas aate ho
Abhi to thumak thumak
Paas paas aate ho
Pighal pighal ke abhi
Mom baney jaate ho
Pighal pighal ke abhi
Mom baney jaate ho
Zaraa sa kaam banaa
Haan zaraa sa kaam banaa
Aankhen phir dikhaawoge
Zaraa sa kaam banaa
Aankhen phir dikhaawoge
Uchhalte tattu ki tarah
Phir nazar na aawoge
Uchhalte tattu ki tarah
Phir nazar na aawoge
Kisi ullu ko chandan lagaawo piya
Kisi ullu ko chandan lagaawo piya
Preet kaise karu
Preet kaise karu pardesi piya
Mori baali umar na chhed rasiya
Mori baali umar na chhed rasiya
Preet kaise karu
Preet kaise karu pardesi piya.

Preet Kaise Karu Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download