Pujaari More Mandir Mein Aao Lyrics - Surendra Nath

Pujaari More Mandir Mein Aao lyrics, the song is sung by Surendra Nath from Jagirdar (1937). Pujaari More Mandir Mein Aao Pray soundtrack was composed by Anil Krishna Biswas with lyrics written by .

Pujari more mandir mein ao
Pujari more mandir mein ao
Naino ki ganga jamuna mein
Naino ki ganga jamuna mein
Sajan ao nahao
Pujari more mandir mein ao
Pujari more mandir mein ao

Prem dev ki karo arati
Prem dev ki karo arati
Sneh sudha barasao
Sneh sudha barasao
Dil ke taron par sajani tum
Dil ke taron par sajani tum
Tum deepak rag sunao
Pujari more mandir mein ao
Pujari more mandir mein ao

bharatlyrics.com

Bachapan rooth gayo kyun mose
Bachapan rooth gayo kyun mose
Koi yeh batalao
Bachapan rooth gayo kyun mose
Koi yeh batalao
Joban rooth na jaye balam
Joban rooth na jaye balam
Aisi rah batao
Pujari more mandir mein ao
Pujari more mandir mein ao

Chandrgrahan hai chandrmukhi
Tum ao yahan chhup jao
Chandrgrahan hai chandrmukhi
Tum ao yahan chhup jao
Roop sudha ki mast pyali
Roop sudha ki mast
Pyali peeo aur peelao
Pujari more mandir mein ao
Pujari more mandir mein ao.

Pujaari More Mandir Mein Aao Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download