Pyaar Ka Tere Pyaar Ka Lyrics - S. P. Balasubrahmanyam

Pyaar Ka Tere Pyaar Ka lyrics, the song is sung by S. P. Balasubrahmanyam from Billa Ranga (1982). The music of Pyaar Ka Tere Pyaar Ka Love, Romantic track is composed by Satyam while the lyrics are penned by .

Pyaar ka tere pyaar ka hasin
Joban more yaar ka
Are pyasa hai gulsan bahar ka
Pyaar ka tere pyaar ka hasin
Joban more yaar ka
Are pyasa hai gulsan bahar ka

Meri ja machal ke gulbadan ban ja
Mohabat ko badan tarse baho me aaja
Jawani ki mehakti phulwari ban ja
Palko ki palki me dulhan ban ja
Fir baje sehanai gori dekho sharmai
Fir baje sehanai gori dekho sharmai
Meri jan bal khayi rang leke aayi
Pyaar ka tere pyaar ka hasin
Joban more yaar ka
Are pyasa hai gulsan bahar ka

bharatlyrics.com

Matwala banake matwali ban ja
Milake do badan mohabbat ban ja
Tu mujhse shadi karke gharwali banja
Nashili adao se aankho me sama ja
Masuk bal khaye balma muskaye
Masuk bal khaye balma muskaye
Nazro ke teero se dil ghayal kar ja
Pyaar ka tere pyaar ka hasin
Joban more yaar ka
Are pyasa hai gulsan bahar ka
Pyaar ka tere pyaar ka hasin
Joban more yaar ka
Are pyasa hai gulsan bahar ka.

Pyaar Ka Tere Pyaar Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download