Pyar Jab Tumne Kiya Lyrics - Ahmed Hussain, Mohammed Hussain

Pyar Jab Tumne Kiya lyrics, the song is sung by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain from Kashish (2006). The music of Pyar Jab Tumne Kiya Ghazal track is composed by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Pyar jab tumne kiya hain
To nibhana yaaro
Pyar jab tumne kiya hain
To nibhana yaaro
Tum bhi kismat ki tarah ki
Ruth na jaana yaaro
Pyar jab tumne kiya hain
To nibhana yaaro

Ab zamane mein mohabbat
Ka kahin naam nahi
Ab zamane mein mohabbat
Ka kahin naam nahi
Main kahan jaaun zara
Tum hi batana yaaro
Main kahan jaaun zara
Tum hi batana yaaro
Tum bhi kismat ki tarah ki
Ruth na jaana yaaro
Pyar jab tumne

Main tumhare hi khayalo
Mein kahin khoya hun
Main tumhare hi khayalo
Mein kahin khoya hun
Khud hi mojud nahi
Phir kabhi aana yaaro
Khud hi mojud nahi phir
Kabhi aana yaaro
Tum bhi kismat ki tarah ki
Ruth na jaana yaaro
Pyar jab tumne

bharatlyrics.com

Yaad rakhna usse ulfat ke
Fasane ki tarah
Yaad rakhna usse
Yaad rakhna usse ulfat ke
Fasane ki tarah
Kahin bhul na jaana yaaro
Apne hasrat ko
Kahin bhul na jaana yaaro
Tum bhi kismat ki tarah ki
Ruth na jaana yaaro
Pyar jab tumne kiya hain
To nibhana yaaro.

Pyar Jab Tumne Kiya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Pyar Jab Tumne Kiya is from the Kashish (2006).

The song Pyar Jab Tumne Kiya was sung by Ahmed Hussain and Mohammed Hussain.

The music for Pyar Jab Tumne Kiya was composed by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain.

The lyrics for Pyar Jab Tumne Kiya were written by Hasrat Jaipuri.

The music director for Pyar Jab Tumne Kiya is Ahmed Hussain, Mohammed Hussain.

The song Pyar Jab Tumne Kiya was released under the Fontana India.

The genre of the song Pyar Jab Tumne Kiya is Ghazal.