Pyar Ka Jazba Naya Rang lyrics, the song is sung by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain from Pyar Ka Jazba (2007). Pyar Ka Jazba Naya Rang Ghazal soundtrack was composed by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain with lyrics written by .
Pyar ka jazba naya rang dikha deta hai
Pyar ka jazba naya rang dikha deta hai
Pyar ka jazba naya rang dikha deta hai
Ajnabi chehre ko mehboob bana leta hai
Pyar ka jazba naya rang dikha deta hai
Ajnabi chehre ko mehboob bana leta hai
Pyar ka jazba naya rang dikha deta hai
Mausame ghul
Mausame ghul hi nahin phoolo ka tohfa aye dost
Mausame ghul hi nahin phoolo ka tohfa aye dost
Mausame ghul hi nahin phoolo ka tohfa aye dost
Mausame ghul kabhi kaante bhi bichha deta hai
Mausame ghul kabhi kaante bhi bichha deta hai
Ajnabi chehre ko mehboob bana leta hai
Pyar ka jazba naya rang dikha deta hai
Apne chehre
Apne chehre ke kise daag nazar aate hai
Apne chehre ke kise daag nazar aate hai
Waqt har shakhs ko aaina dikha deta hai
Waqt har shakhs ko aaina dikha deta hai
Ajnabi chehre ko mehboob bana leta hai
Pyar ka jazba naya rang dikha deta hai
bharatlyrics.com
Shab ki tanhaai
Shab ki tanhaai ke sangaath mein aksar koi
Shab ki tanhaai ke sangaath mein aksar koi
Dil ki dhadkan pe tera geet suna deta hai
Dil ki dhadkan pe tera geet suna deta hai
Ajnabi chehre ko mehboob bana leta hai
Pyar ka jazba naya rang dikha deta hai
Ajnabi chehre ko mehboob bana leta hai
Pyar ka jazba naya rang dikha deta hai.