Pyar Ka Sama Lyrics - Deepak Kumar

Pyar Ka Sama lyrics, the song is sung by Deepak Kumar from Aina-E-Ishq (2001). The music of Pyar Ka Sama Happy track is composed by Deepak Kumar while the lyrics are penned by Deepak Kumar.

Pyar ka sama hain ye
Dil bhi deewana hain
Aise mein gale lag jaao
Na na jaao yun mujhko
Chhod ke akela
Tut na jaaye mera dil
Pyar ka sama hain ye
Dil bhi deewana hain
Aise mein gale lag jaao
Na na jaao yun mujhko
Chhod ke akela
Tut na jaaye mera dil

bharatlyrics.com

Bezubaan yeh nazaare
Kare humko ishaare
Sangam dilo ka aaj ho jaaye
Bezubaan yeh nazaare
Kare humko ishaare
Sangam dilo ka aaj ho jaaye
Kehti hain lehrein apna toh hai ye
Janam janam ka naata
Pyar ka sama hain ye
Dil bhi deewana hain
Aise mein gale lag jaao

Jeena hain san san
Marna hain san san
Dooriyan ye kaisi
Aapas main aayi
Jeena hain san san
Marna hain san san
Dooriyan ye kaisi
Aapas main aayi
Tod ke mere pyaar ke bandhan
Tum kahaan jaaogi
Pyar ka sama hain ye
Dil bhi deewana hain
Aise mein gale lag jaao
Na na jaao yun mujhko
Chhod ke akela
Tut na jaaye mera dil.

Pyar Ka Sama Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download