Pyar Ki Aag Mein Tan Badan Lyrics - Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Pyar Ki Aag Mein Tan Badan lyrics, the song is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Ziddi (1964). Pyar Ki Aag Mein Tan Badan Funny soundtrack was composed by Sachin Dev Burman with lyrics written by Hasrat Jaipuri.

Dunia banane wale sunle meri kahani
Roye meri mohabbat
Tadpe tadpe meri jawani

Pyar ki aag mein tan badan jal gaya
Pyar ki aag mein tan badan jal gaya
Jane fir kyu jalati hai dunia mujhe
Jane fir kyu jalati hai dunia mujhe
Pyar ki aag mein tan badan jal gaya

bharatlyrics.com

Mai to rota firu badlo ki tarah
Thandi aahe bharu paglo ki tarah
Mai to rota firu badlo ki tarah
Are mai to rota firu
Mai to rota firu badlo ki tarah
Thandi aahe bharu paglo ki tarah
Jane fir kyu fir kyu
Jane fir kyu rulati hai dunia mujhe
Pyar ki aag mein tan badan jal gaya
Pyar ki aag mein tan badan jal gaya

Bat jab mai karu muh se nikle dhua
Jal gaya jal gaya mere dil ka jaha
Bat jab mai karu muh se nikle dhua
Bat jab mai karu muh se nikle dhua
Jal gaya jal gaya mere dil ka jaha
Jane fir kyu fir kyu
Jane fir kyu satati hai dunia mujhe
Pyar ki aag mein tan badan jal gaya
Pyar ki aag mein tan badan jal gaya

Ishk mujhko nachata raha hai sada
Kya kya sapne dikhata raha hai sada
Ishk mujhko nachata raha hai sada
Ishk mujhko nachata raha hai sada
Kya kya sapne dikhata raha hai sada
Jane fir kyu fir kyu
Nachati hai dunia mujhe
Pyar ki aag mein tan badan jal gaya
Pyar ki aag mein tan badan jal gaya
Tan badan jal gaya
Tan badan jal gaya.

Pyar Ki Aag Mein Tan Badan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download