Pyar Ki Pyas Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Pyar Ki Pyas lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Pyar Ki Pyas (1961). The music of Pyar Ki Pyas Sad track is composed by Vasant Desai while the lyrics are penned by Bharat Vyas.

Pyar ki pyas pyar ki pyas
Pyar ki pyas
Kya dharti aur kya aakash
Kya dharti aur kya aakash
Sabko pyar ki pyas
Pyar ki pyas pyar ki pyas

Sarita ko sagar ki pyas
Sagar mein lehro aa was
Sarita ko sagar ki pyas
Sagar mein lehro aa was
Lehre uth uth jana chahe
Punam ke chanda ke paas
Man se man ko har jivan ko
Man se man ko har jivan ko
Ek aas vishvas
Pyar ki pyas
Kya dharti aur kya aakash
Sabko pyar ki pyas
Pyar ki pyas

bharatlyrics.com

Lakho taaro ki aankhe
Raat ko bhar bhar aati hai
Bhor bhaye to kaliyo par
Shabanam jhar jhar jati hai
Pran ka patjhad pal pal dhunde
Pran ka patjhad pal pal dhunde
Jivan ka madhumas
Pyar ki pyas
Kya dharti aur kya aakash
Sabko pyar ki pyas
Pyar ki pyas.

Pyar Ki Pyas Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download