Pyar Kismat Se Lyrics - Shabbir Kumar

Pyar Kismat Se lyrics, the song is sung by Shabbir Kumar from Qurbani Rang Layegi (1991). The music of Pyar Kismat Se Sad track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta).

Jiska bhi dil tuta yaaro
Paymane mein dub gaya
Ek sitara chalte chalte
Maykhane mein dub gaya
Jaan bujh ke dubne wale
Tujhse hi to shikwa hain
Usse koi gila nahin jo
Anjaane mein dub gaya

bharatlyrics.com

Pyar kismat se milta hain
Yaar kismat se milta hain
Pyar kismat se milta hain
Yaar kismat se milta hain
Ho mujhe pyar mila
Mujhe yaar mila
Main phir bhi hoon tanha tanha
Pyar kismat se milta hain
Yaar kismat se milta hain

Dekhu tu zara kismat ka sitam
Har khushi mein lipta hua hain gham
Dekhu tu zara kismat ka sitam
Har khushi mein lipta hua hain gham
Jeene ko jiye jata hoon magar
Ye jina bhi nahin maut se kam
Humdard bhi hain humraz bhi hain
Main phir bhi hoon tanha tanha
Pyar kismat se milta hain
Yaar kismat se milta hain
Mujhe pyar mila mujhe yaar mila
Main phir bhi hoon tanha tanha
Pyar kismat se milta hain

Jis pyar mein range wafa nahin
Jis pyar mein range wafa nahin
Wo pyar hain iss duniya sa hasi
Wo pyar hain iss duniya sa hasi
Ye duniya yun to sabki hai
Dhunda to yaha koi apna nahin
Har mod pe hai ek bhid lagi
Main phir bhi hoon tanha tanha
Pyar kismat se milta hain
Ho yaar kismat se milta hain
Mujhe pyar mila mujhe yaar mila
Main phir bhi hoon tanha
Pyar kismat se milta hain
Ho yaar kismat se milta hain
Pyar kismat se milta hain.

Pyar Kismat Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download