Pyar Kiya Nahi Lyrics - Lata Mangeshkar

Pyar Kiya Nahi lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Woh 7 Din (1983). The music of Pyar Kiya Nahi Love track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
dil diya nahi jaata kho jaata hai
dil diya nahi jaata kho jaata hai
pyar kiya nahi jaata ho jaata hai

pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
dil diya nahi jaata kho jaata hai
pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
dil diya nahi jaata kho jaata hai
pyar pe jor nahi koi, nende hajaro mai khoi
pyar pe jor nahi koi, nende hajaro mai khoi
aa kar dil ki bato me, lambi lambi rato mai
premi jagate rahte hai, isliye to kahte hai ki
pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
dil diya nahi jaata kho jaata hai
pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
dil diya nahi jaata kho jaata hai
dil ka bandhan aisa hai, dil ka bandhan aisa hai
haal na puchho kesa hai
jaan hamari jaate hai, yaad tumhari aati hai
yaad tumhari aati hai

bharatlyrics.com

aankh se aasu bahate hai, isliye to khate hai ki
pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
dil diya nahi jaata kho jaata hai
pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
dil diya nahi jaata kho jaata hai
inn jhulo ke mausam me, inn phulo ke mausam me
inn jhulo ke mausam me, inn phulo ke mausam me
kaate pyar chubho ta hai, dard jigar mai hota hai
hans kar hum sab sahe lete hai, isliye to kahate hai ki
pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
dil diya nahi jaata kho jaata hai
pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
dil diya nahi jaata kho jaata hai

pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
dil diya nahi jaata kho jaata hai.

Pyar Kiya Nahi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download