Pyara Pyara Hai Samaan Lyrics - Meena Kapoor, Moti Sagar

Pyara Pyara Hai Samaan lyrics, the song is sung by Meena Kapoor, Moti Sagar from Kamal (1949). Pyara Pyara Hai Samaan Playful soundtrack was composed by Sachin Dev Burman with lyrics written by Raja Mehdi Ali Khan.

Pyaara pyaara hai samaan
My dear come to me
Dil ki duniyaa hai jawaan
My dear come to me
Pyaara pyaara hai samaan
My dear come to me
Dil ki duniyaa hai jawaan
My dear come to me

bharatlyrics.com

Dekh ke mukhdaa fancy fancy
Kaun kahega no vacancy
Dekh ke mukhdaa fancy fancy
Kaun kahega no vacancy
Dil ka khaali hai makaan
My dear come to me
Dil ki duniyaa hai jawaan
My dear come to me

Preet nagar ka king hai tu
Main preet nagar ki queen aa ha ha
Main preet nagar ki queen
Tum na aayi to
Pi loonga tincture iodine
Pi loonga tincture iodine
This is very very very bad
Ho my heart is very sad
Aaj ho jaaye na jaam
My dear come to me
Dil ki duniyaa hai jawaan
My dear come to me
Ho pyaara pyaara hai samaan
My dear come to me
Dil ki duniyaa hai jawaan
My dear come to me

Tera mukhta touch touch
Dil karta hai dhak dhak
Tera mukhta touch touch
Dil karta hai dhak dhak
Nazdeek aao ji
Tumhaari dil ki haalat kem chhe
Ho dil ki haalat kem chhe
Dil ki haalat kyaa bataayen
Hamko tumse prem chhe
Dil ki mushqil ho aasaan
My dear come to me
Dil ki duniyaa hai jawaan
My dear come to me
Pyaara pyaara hai samaan
My dear come to me
Dil ki duniyaa hai jawaan
My dear come to me

Gaatin hai betaab umangen
Gaatin hai betaab umangen
Dil karta hai dance
Mr hamse mat karna romance
Duniyaa ko baaten
Banaane ka mile na chance
Magar dushman hai jahaan
Near dont come to me
Magar dushman hai jahaan
Near dont come to me
Dil ki duniyaa hai jawaan
My dear come to me
Pyaara pyaara hai samaan
My dear come to me
Dil ki duniyaa hai jawaan
My dear come to me.

Pyara Pyara Hai Samaan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download