Qareeb Lyrics - Ali Haider

Qareeb lyrics, the song is sung by Ali Haider from Dastaan (1995). Qareeb soundtrack was composed by with lyrics written by .

Qareeb aao ke duri
Sahi jaaye nahin ab aur
Qareeb aao ke duri
Sahi jaaye nahin ab aur
Pyaas yun dil mein jagakar
Dur jao nahin ab aur
Qareeb aao ke duri
Sahi jaaye nahin ab aur
Yeh jaante hi nahin humke
Humse roothe ho kyun
Badal na jaaye kahin
Mausam raahein badalo na yun
Yeh jaante hi nahin humke
Humse roothe ho kyun
Badal na jaaye kahin
Mausam raahein badlao na yun
Yun hi chaahunga hamesha
Tumhe tumhari kasam
Qareeb aao ke duri
Sahi jaaye nahin ab aur
Pyaas yun dil mein jagakar
Dur jao nahin ab aur
Qareeb aao ke duri
Sahi jaaye nahin ab aur…

bharatlyrics.com

Mere honton pe tera
Naam hai sadaa ke liye
Meri aankhon mein
Intezaar hai tumhare liye
Mere honton pe tera
Naam hai sadaa ke liye
Meri aankhon mein
Intezaar hai tumhare liye
Basa liya hai tumhe dil mein
Dhadkanon ki tarha
Qareeb aao ke duri
Sahi jaaye nahin ab aur
Pyaas yun dil mein jagakar
Dur jao nahin ab aur
Qareeb aao ke duri
Sahi jaaye nahin ab aur.

Qareeb Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download