Raakhi Ka Din Aaya Lyrics - Chorus

Raakhi Ka Din Aaya lyrics, the song is sung by Chorus from Sahara (1943). The music of Raakhi Ka Din Aaya track is composed by Govind Ram while the lyrics are penned by Manohar Sehrai.

Raakhi ka din aaya sajni
Raakhi ka din aaya
Raakhi ka din aaya sajni
Raakhi ka din aaya
Resham ki rakhiaa banvaaun
Chandi ki dori se sajaaun
Resham ki rakhiaa banvaaun

Chandi ki dori se sajaaun
Apne bhaiya ke gun main gaaun
Apne bhaiya ke gun main gaaun
Kheloon kudoon mauj udaaun
Apne bhaiya ki gun main gaaun
Kheloon kudoon mauj udaaun
Sun ri sakhi ye
Shubh din aa kar mein
Sun ri sakhi ye
Shubh din aa kar mein

bharatlyrics.com

Raakhi ka din aaya sajni
Raakhi ka din aaya
Raakhi ka din aaya sajni
Raakhi ka din aaya
Ye rakhiaa jab maine baandhi
Ye rakhiaa jab maine baandhi
Bhaiya denge sona chandi
Bhaiya denge sona chandi

Pag pag par phir naachungi
Main sama suhaana aaya
Pag pag par phir naachungi
Main sama suhaana aaya
Raakhi ka din aaya sajni
Raakhi ka din aaya
Raakhi ka din aaya sajni
Raakhi ka din aaya.

Raakhi Ka Din Aaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download