Raat Aur Chandni Lyrics - Raeth (Band)

Raat Aur Chandni lyrics, the song is sung by Raeth (Band) from Raeth (2006). The music of Raat Aur Chandni Pop track is composed by Raeth (Band) while the lyrics are penned by .

Raat aur chadini hai
Tu khoi kahaan
Pyar ki khusboo
Main tanha yahaan

bharatlyrics.com

Palko main ji lo main
Apni saari zindagi
Badla hai yeh sama
Palke jo teri uthi
Bin tere jhuka main main
Woh shaame bhula na saka
Tu jo mere pass hai
Ab koi na ass hai tu pyar mera

Raat aur chadini
Hai tu khoyi kahan
Pyar ki khusboo
Main tanha yahan

Rab se hai yeh dua
Beete na raat yeh
Tham loon waqt ko
Agar ho mere haath main
Dil main hai jo baatien
Aaj ki raat keh do sabhi
Khamoshi ki chadar odho
Kyun ho tum mujhse door kadi

Raat aur chadini hai
Tu khoyi kahaan
Pyar ki khusboo main
Tanha yahaan
Zoolfon ki chaon main
Zindagi main guzar doon
Sharmaye aankhon main
Yeh jahan main waar do

Tu jo mere pass hai ab na
Koi na ass hai yeh pyar hai
Deewano sa haal hai yeh
Dil bekaraar hai sun le zaara
Raat aur chadini hai tu khoi kahan
Pyar ki khusboo main tanha yahan.

Raat Aur Chandni Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download