Rah Se Dharm Ki Lyrics - Lata Mangeshkar

Rah Se Dharm Ki lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Janam Janam Ke Phere (1957). Rah Se Dharm Ki Devotion soundtrack was composed by S. N. Tripathi with lyrics written by Bharat Vyas.

Chahe raat barsat
Ho andhi ho ya tufan
Tera wart na tal
Sake na tale sati ki aan
Rah se dharam ki
Hatane wala kaun
Rah se dharam ki
Hatane wala kaun
Satiyo ko sat se
Digane wala kaun
Satiyo ko sat se
Digane wala kaun
Naam bhagwan ka
Mitane wala kaun
Naam bhagwan ka
Mitane wala kaun
Satiyo ko sat se
Digane wala kaun

Raah mein gulal ude
Chahe ude dhul ho
Raah mein gulal ude
Chahe ude dhul ho
Paon mein chubhe
Re phul chahe sul ho
Dar ke dagar se
Darane wala kaun
Dar ke dagar se
Darane wala kaun
Satiyo ko sat se
Digane wala kaun
Rah se dharam ki
Hatane wala kaun
Satiyo ko sat se
Digane wala kaun

Devi se pujaran ki ho
Chahe jitni duri
Sachi ho lagan to
Rahe pooja na adhuri
Aarti ka deep
Bujhane wala kaun
Aarti ka deep
Bujhane wala kaun
Satiyo ko sat se
Digane wala kaun
Rah se dharam ki
Hatane wala kaun
Satiyo ko sat se
Digane wala kaun

bharatlyrics.com

Sita ka ye sach hai
Sawatiri ki shakti
Gori ka ye bal hai
Gayitri ki bhakrti
Sadhna sati ki
Aaj jaye nahi khali
Sadhna sati ki
Aaj jaye nahi khali
Aaradhna kisi ki
Aaj jaye nahi tali
Bhawna ke phulo ko
Thukrane wala kaun
Satiyo ko sat se
Digane wala kaun
Satiyo ko sat se
Digane wala kaun
Satiyo ko sat se
Digane wala kaun
Satiyo ko sat se
Digane wala kaun.

Rah Se Dharm Ki Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download