RAHAM NA KHANA LYRICS: The song is sung by Akhtari Bai Faizabad (Begum Akhtar) from Hindi film Roti (1942), directed by Mehboob Khan. The film stars Chandra Mohan, Sitara Devi, Akhtari and Sheikh Mukhtar in the lead role. The music of "Raham Na Khana" song is composed by Anil Krishna Biswas, while the lyrics are penned by Safdar Aah.
Raham Na Khana Lyrics
Raham na khana
Raham na khana
Hai makkaar zamana
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Raham na khana
Raham na khana
Hai makkaar zamana
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Jhoothaa saadhu pahan ke aaya
Dayaa dharam ka banaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Raham na khana
Raham na khana
Isi raham ne tumko mitaayaa
Raaj paat sab apnaa ganwaaya
Isi raham ne tumko mitaayaa
Raaj paat sab apnaa ganwaaya
Khaan me poori aan baan ho
Daas bane hai ranaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Khaan me koi aan baan ho
Daas bane hai ranaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Raham na khana
Raham na khana
Hai makkaar zamana
Hai makkaar zamana
Dukhiya durbal chheen le roti
Haath marod kar chheen le roti
Dukhiya durbal chheen le roti
Haath marod kar chheen le roti
Bheekh maangkar jeene se to
Achha hai mar janaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Bheekh maangkar jeene se to
Achha hai mar janaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Raham na khana
Raham na khana
Hai makkaar zamana
Hai makkaar zamana
Raham na khana.