Raham Na Khana Lyrics - Akhtari Bai Faizabad (Begum Akhtar)

Raham Na Khana lyrics, the song is sung by Akhtari Bai Faizabad (Begum Akhtar) from Roti (1942). The music of Raham Na Khana Philosophical track is composed by Anil Krishna Biswas while the lyrics are penned by Safdar Aah.

Raham na khana
Raham na khana
Hai makkaar zamana
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Raham na khana
Raham na khana
Hai makkaar zamana
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Jhoothaa saadhu pahan ke aaya
Dayaa dharam ka banaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Raham na khana
Raham na khana

bharatlyrics.com

Isi raham ne tumko mitaayaa
Raaj paat sab apnaa ganwaaya
Isi raham ne tumko mitaayaa
Raaj paat sab apnaa ganwaaya
Khaan me poori aan baan ho
Daas bane hai ranaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Khaan me koi aan baan ho
Daas bane hai ranaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Raham na khana
Raham na khana
Hai makkaar zamana
Hai makkaar zamana

Dukhiya durbal chheen le roti
Haath marod kar chheen le roti
Dukhiya durbal chheen le roti
Haath marod kar chheen le roti
Bheekh maangkar jeene se to
Achha hai mar janaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Bheekh maangkar jeene se to
Achha hai mar janaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Raham na khana
Raham na khana
Hai makkaar zamana
Hai makkaar zamana
Raham na khana.

Raham Na Khana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download