Main Nai Jaana Lyrics - Mamta Sharma

MAIN NAI JAANA LYRICS: Main Nai Jaana is a Wedding song, voiced by Mamta Sharma from One Music Originals. The Punjabi song is composed by Badash, with lyrics written by Nikhat Khan.

Main Nai Jaana Lyrics

Main nai jaanajaanajaana
Jaana ni maaye
Main nai jaanajaanajaana
Jaana ni maaye

Ho main nai jaana
Nai jaana sasural ni maaye
Ho main nai jaana
Nai jaana sasural ni maaye
Doli bheje sajan weekend baad ni maaye

Ho main nai jaana
Nai jaana sasural ni maaye
Ho main nai jaana
Nai jaana sasural ni maaye
Doli bheje sajan weekend baad ni maaye

Maine sajna ki kardi
Miss call ni maaye
Maine sajna ki kardi
Miss call ni maaye
Maine sajna ki kardi
Miss call ni maaye

Unse kehdo
Karni party full week ni maaye
Unse kehdo
Karni party full week ni maaye
Doli bheje sajan
Weekend baad ni maaye

Ho main nai jaana
Nai jaana sasural ni maaye
Main nai jaana
Nai jaana sasural ni maaye
Doli bheje sajan weekend baad ni maaye

Monday early morning mein
Saasu ma ka aaya call
Boli maching jewellery hai
Beti maine bheji all

Tuesday ko sasur ji ne bhi
Bheja humko smily face
Neeche likkha aao jaldi
Bahu tumhara ho raha wait

Maine kiya flight mode apna mobile ni maaye
Maine kiya flight mode apna mobile ni maaye
Maine kiya flight mode apna mobile ni maaye

Unse kehdo aaj hai ladies sangeet ni maaye
Unse kehdo aaj hai ladies sangeet ni maaye
Doli bheje sajan weekend baad ni maaye
Main nai jaana
Nai jaana sasural ni maaye
Doli bheje sajan weekend baad ni maaye

bharatlyrics.com

Wednesday ko devar ji bole
Thursday ko aayenge
Friday ki shaam bhabi
Movie dekhne jayenge

Phir aaya sandesa mujhko
Sajna ji ki orr se
Book kara li hai ticket bhi
U.k. Travel tour se

Maine kiye saare apne cancel plan ni maaye
Maine kiye saare cancel apne plan ni maaye
Maine kiye saare cancel apne plan ni maaye

Main ton challi leke apna luggage ni maaye
Challi challi leke apna luggage ni maaye
Hai manana weekend sajna de naal ni maaye
Main te jaana haan jaana
Hubby naal ni maaye
Unse kehdo doli bhejen turant ni maaye

Main te jaana haan jaana sasural ni maaye
Doli bheje sajan ji turant ni maaye
Main te jaana jaana jaana
Ho main te jaanajaanajaana
Doli bheje sajan ji turant ni maaye

Main Nai Jaana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Main Nai Jaana is from the One Music Originals.

The song Main Nai Jaana was sung by Mamta Sharma.

The music for Main Nai Jaana was composed by Badash.

The lyrics for Main Nai Jaana were written by Nikhat Khan.

The music director for Main Nai Jaana is Badash.

The song Main Nai Jaana was released under the One Music Originals.

The genre of the song Main Nai Jaana is Wedding.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *