Raj Kaj Se Kya Lena Jab Mann Lyrics - Mohammed Rafi

Raj Kaj Se Kya Lena Jab Mann lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Lakshmi Pooja (1957). Raj Kaj Se Kya Lena Jab Mann Masti soundtrack was composed by Chitragupta Shrivastava with lyrics written by Bharat Vyas.

Raz kaz se kya lena
Jab man me hua ujala
Hume bulaye aaj hamara
Mohan murli wala
Mahalo se pyar nahi
Jag ki darkar nahi
Hum to hai chahkar
Apne thakur ke

O mahalo se pyar nahi
Jag ki darkar nahi
Hum to hai chahkar
Apne thakur ke

Hari naam ka hira mila re
Mohan naam ka moti
Hari naam ka hira mila re
Mohan naam ka moti
Parbhu charan me chit laga to
Parbhu charan me chit laga to
Khul gayi nain ki jyoti re
Apna gharbar nahi
Duja koi dawar nahi
Hum to hai chahkar
Apne thakur ke
O mahalo se pyar nahi
Jag ki darkar nahi
Hum to hai chahkar
Apne thakur ke

bharatlyrics.com

Bhakti bhavna ki hai jake
Chhatar bhajan ka saze
Mere man ke barindavan me
Mere man ke barindavan me
Mera shayam biraze re
Hiro ke har nahi
Sar pe singar nahi
Hum to hai chahkar
Apne thakur ke
O mahalo se pyar nahi
Jag ki darkar nahi
Hum to hai chahkar
Apne thakur ke.

Raj Kaj Se Kya Lena Jab Mann Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Raj Kaj Se Kya Lena Jab Mann is from the Lakshmi Pooja (1957).

The song Raj Kaj Se Kya Lena Jab Mann was sung by Mohammed Rafi.

The music for Raj Kaj Se Kya Lena Jab Mann was composed by Chitragupta Shrivastava.

The lyrics for Raj Kaj Se Kya Lena Jab Mann were written by Bharat Vyas.

The music director for Raj Kaj Se Kya Lena Jab Mann is Chitragupta Shrivastava.

The song Raj Kaj Se Kya Lena Jab Mann was released under the Saregama.

The genre of the song Raj Kaj Se Kya Lena Jab Mann is Masti.