Ramji Ki Nikli Sawari Lyrics - Mohammed Rafi

Ramji Ki Nikli Sawari lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Sargam (1979). Ramji Ki Nikli Sawari Devotion soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Ho ooooo …
Sar pe mukut saje mukh pe ujaala
Mukh pe ujaala
Haath dhanush gale mein pushp maala
Hum das inke yeh sabke swaami
Anjaan hum yeh antar yaami
Sheesh jhukaao ram gun gaao
Bolo jai vishnu ke avtaari

bharatlyrics.com

Ramji ki nikli sawari
Ramji ki leela hai nyaari
Ramji ki nikli sawari
Ramji ki leela hai nyaari
Ek taraf lakshman ek taraf seeta
Beech main jagat ke paalan haari
Ramji ki nikli savari
Ramji ki leela hai nyaari nyaari
Ramji ki nikli sawari
Ramji ki leela hai nyaari

Dheere chala rath o rathwaale
Tohe khabar kya o bhole bhale
Tohe khabar kya o bhole bhale
Ek baar dekhe dil na bharega
Sau baar dekho phir jee karega
Sau baar dekho phir jee karega
Vyaakul bade hain kabse khade hain
Vyaakul bade hain kabse khade hain
Darshan ke pyaase sab nar naari
Ramji ki nikli sawari
Ramji ki leela hain nyaari nyaari
Ramji ki nikli sawari
Ramji ki leela hain nyaari

Chaudah baras ka vanvaas paaya
Maata pita ka vachan nibhaaya
Maata pita ka vachan nibhaaya
Dhokhe se har li raavan ne seeta
Raavan ko mara lanka ko jeeta
Raavan ko mara lanka ko jeeta
Tab tab yeh aaye tab tab yeh aaye
Tab tab yeh aaye tab tab yeh aaye
Jab jab ye duniya inko pukaari
Ramji ki nikli sawari
Ramji ki leela hain nyaari
Ramji ki nikli sawari
Ramji ki leela hai nyaari
Ek taraf lakshman ek taraf seeta
Beech mein jagat ke paalan haari
Ramji ki nikli sawari
Ramji ki leela hain nyaari
Ramji ki nikli sawari
Ramji ki leela hai nyaari
Ramji ki nikli sawari
Ramji ki leela hai nyaari.

Ramji Ki Nikli Sawari Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download