Rang Pairahana Ka Khushboo Lyrics - Sudhir Narain

Rang Pairahana Ka Khushboo lyrics, the song is sung by Sudhir Narain from Aashna (1994). The music of Rang Pairahana Ka Khushboo Ghazal track is composed by Sudhir Narain while the lyrics are penned by Faiz Ahmad Faiz.

Rang pairahana ka khushboo
Zulf lehraane ka naaz
Rang pairahana ka khushboo
Zulf lehraane ka naaz
Mausme ghul hai tumhare
Baapaide aane ka naaz
Rang pairahana ka khushboo
Zulf lehraane ka naaz

bharatlyrics.com

Phir nazar mein phool mehke
Dil mein teri shamme jali
Phir nazar mein phool mehke
Dil mein teri shamme jali
Phir tasavar ne diya
Us bazmein jaane ka naam
Phir tasavar ne diya
Us bazmein jaane ka naam

Dil badi thehri jabaan mein
Khalk khulvane ka naam
Dil badi thehri jabaan mein
Khalk khulvane ka naam
Ab nahin lete pairh rooh
Zulf bikhrane ka naam
Ab nahin lete pairh rooh
Zulf bikhrane ka naam

Ab kisi laila ko bhi
Eqraare majnoo bhi nahi
Ab kisi laila ko bhi
Eqraare majnoo bhi nahi
In dino badnaam hai
Har ek deewane ka naam
In dino badnaam hai
Har ek deewane ka naam

Hum se kehte hai chamanwale
Gareebane chaman
Hum se kehte hai chamanwale
Gareebane chaman
Tum koi achha saa
Rakh lo apne virane ka naam
Tum koi achha saa
Rakh lo apne virane ka naam

Faiz unko hai takaza e
Wafa humse jinhein
Faiz unko hai takaza e
Wafa humse jinhein
Aashna ke naam se
Pyaara hai begane ka naam
Aashna ke naam se
Pyaara hai begane ka naam
Mausme ghul hai tumhare
Baapaide aane ka naaz
Rang pairahana ka khushboo
Zulf lehraane ka naaz.

Rang Pairahana Ka Khushboo Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download