Raste Raste Lyrics - Sunidhi Chauhan, Vinod Rathod

Raste Raste lyrics, the song is sung by Sunidhi Chauhan, Vinod Rathod from Road (2002). Raste Raste Happy soundtrack was composed by Sandesh Shandilya with lyrics written by Jaideep Sahni.

Raaste raaste kabhi soongta
Hoon tujhe dar dar dhoondhte
Zindagi yeh kahin kharch na
Ho jaaye ghar ghar ghoomte
Kya yeh pyaar hai kya yeh pyaar hai
Haan yeh pyaar hai haan yeh pyaar hai
Raaste raaste kabhi soongti
Hoon tujhe dar dar dhoondhte
Zindagi yeh kahin kharch na
Ho jaaye ghar ghar ghoomte
Kya yeh pyaar hai kya yeh pyaar hai
Haan yeh pyaar hai haan yeh pyaar hai

bharatlyrics.com

Ghar pe udaas duniya naraaz
Kuch to sahi kiya hoga
Hume jo rokte hai apni umr
Mein un hone bhi to yahi kiya hoga
Yeh na karo woh na karo
Tum sab bakwas hai
Kya yeh pyaar hai
Haan yeh pyaar hai
Raaste raaste kabhi soongta
Hoon tujhe dar dar dhoondhte
Zindagi yeh kahin kharch na
Ho jaaye ghar ghar ghoomte
Kya yeh pyaar hai kya yeh pyaar hai
Haan yeh pyaar hai haan yeh pyaar hai

Woh hai bimaar hai la ilaaj
Pyaar se jo door door bhaage
Are unko jalado do unko dava
Do dekhe hume aur thoda jaage
Ho gaya jo ho gaya hum taiyyar hai
Kya yeh pyaar hai kya yeh pyaar hai
Haan yeh pyaar hai haan yeh pyaar hai
Raaste raaste kabhi soongta
Hoon tujhe dar dar dhoondhte
Zindagi yeh kahin kharch na
Ho jaaye ghar ghar ghoomte

Kya yeh pyaar hai kya yeh pyaar hai
Haan yeh pyaar hai haan yeh pyaar hai
Kya yeh pyaar hai kya yeh pyaar hai
Kya yeh pyaar hai kya yeh pyaar hai
Kya yeh pyaar hai kya yeh pyaar hai.

Raste Raste Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download