Rivaj-O-Rasm Nibhane Ki Lyrics - Bhupinder Singh, Mitali Singh

Rivaj-O-Rasm Nibhane Ki lyrics, the song is sung by Bhupinder Singh, Mitali Singh from Gulmohar (2012). Rivaj-O-Rasm Nibhane Ki Ghazal soundtrack was composed by Bhupinder Singh with lyrics written by .

Rivaj-o-rasm nibhane ki
Kyaa zarurat hain
Rivaj-o-rasm nibhane ki
Kyaa zarurat hain
Mere ho tum to zamane ki
Kyaa zarurat hain
Dilo ki rasm dikhane ki
Kyaa zarurat hain
Dilo ki rasm dikhane ki
Kyaa zarurat hain
Ye baat sab ko patta ne ki
Kyaa zarurat hain
Rivaj-o-rasm nibhane ki
Kyaa zarurat hain

bharatlyrics.com

Tum aaoge to
Bahare bhi saath aayegi
Tum aaoge to
Bahare bhi saath aayegi
Tum aaoge to
Bahare bhi saath aayegi
Ghulo se ghar ko sajane ki
Kyaa zarurat hain
Ghulo se ghar ko sajane ki
Kyaa zarurat hain
Rivaj-o-rasm nibhane ki
Kyaa zarurat hain

Pasand aa gaya koi to use mil lije
Pasand aa gaya koi to use mil lije
Pasand aa gaya koi to use mil lije
Kisi haseen bahane ki
Kyaa zarurat hain
Kisi haseen bahane ki
Kyaa zarurat hain
Rivaj-o-rasm nibhane ki
Kyaa zarurat hain

Tum aa gaye
Bhari mehfil mein roshani si huyi
Tum aa gaye
Bhari mehfil mein roshani si huyi
Tum aa gaye
Bhari mehfil mein roshani si huyi
Bas ab charag jalane ki
Kyaa zarurat hain
Bas ab charag jalane ki
Kyaa zarurat hain
Rivaj-o-rasm nibhane ki
Kyaa zarurat hain

Mere ho tum to zamane ki
Kyaa zarurat hain
Rivaj-o-rasm nibhane ki
Kyaa zarurat hain
Mere ho tum to zamane ki
Kyaa zarurat hain
Rivaj-o-rasm nibhane ki
Kyaa zarurat hain.

Rivaj-O-Rasm Nibhane Ki Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download