Rooun Main Sagar Kinare Lyrics - Chandru Atma (C. H. Atma)

Rooun Main Sagar Kinare lyrics, the song is sung by Chandru Atma (C. H. Atma) from Nagina (1951). The music of Rooun Main Sagar Kinare Sad track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Rooun main sagar ke kinare
Sagar hasi udaye

Rooun main sagar ke kinare
Sagar hasi udaye

Rooun main sagar ke kinare
Sagar hasi udaye

Kya jaane ye chnachal lahare
Kya jaane ye chnachal lahare

Main hoon aag chhupae
Rooun main sagar ke kinare

Sagar hasi udaye
Rooun main sagar ke kinare

Main bhi itana dub chuka hoon
Main bhi itana dub chuka hoon

Kya teri gaharayi
Kaahe hod lagaye moh se

Kaahe hod lagaye
Rooun main sagar ke kinare

Sagar hasi udaye
Rooun main sagar ke kinare

bharatlyrics.com

Tujh me dube chand magar
Ik chand ne mujhe dubaya

Tujh me dube chand magar
Ik chand ne mujhe dubaya

Mera sab kuchh lut ke chhup gayi
Chandani raat ki maya

Mera sab kuchh lut ke chhup gayi
Chandani raat ki maya

Armaano ki chitah sajake
Armaano ki chitah sajake

Maine aag lagayi
Ab kya aag bujhaye meri

Ab kya aag bujhaye
Rooun main sagar ke kinare

Sagar hasi udaye
Rooun main sagar ke kinare.

Rooun Main Sagar Kinare Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download