Saathi Na Koi Manzil Lyrics - Mohammed Rafi

Saathi Na Koi Manzil lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Bombai Ka Babu (1960). Saathi Na Koi Manzil Sad soundtrack was composed by Sachin Dev Burman with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Saathi na koi manzil
Diya hai na koi mehafil
Chala mujhe leke ai
Dil akelaa kahaan
Saathi na koi manzil
Diya hai na koi mehafil
Chala mujhe leke ai
Dil akelaa kahaan
Saathi na koi manzil

Hamadam mile koi kahi
Aise nasib hi nahi
Bedard hai zami dur aasman
Hamadam mile koi kahi
Aise nasib hi nahi
Bedard hai zami dur aasman
Saathi na koi manzil
Diya hai na koi mehafil
Chala mujhe leke ai
Dil akelaa kahaan
Saathi na koi manzil

bharatlyrics.com

Galiyaa hai apne desh ki
Phir bhi hai jaise ajanabi
Kisako kahe koi apnaa yaha
Galiyaa hai apne desh ki
Phir bhi hai jaise ajanabi
Kisako kahe koi apnaa yaha
Saathi na koi manzil
Diya hai na koi mehafil
Chala mujhe leke ai
Dil akelaa kahaan
Saathi na koi manzil

Patthar ke insaan mile
Patthar ke devta mile
Shishe kaa dil liye jaaun kahaan
Patthar ke insaan mile
Patthar ke devta mile
Shishe kaa dil liye jaaun kahaan
Saathi na koi manzil
Diya hai na koi mehafil
Chala mujhe leke ai
Dil akelaa kahaan
Saathi na koi manzil.

Saathi Na Koi Manzil Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download