Saawariya Lyrics

Saawariya lyrics, the song is sung by from Ek Tha Raja Ek Thi Rani (2015). The music of Saawariya Love track is composed by while the lyrics are penned by .

Saawariya..saawariya..
Saawariya..
Hume na tha pata
Ki tum aur mai yun
Hum ban jayenge
Oh.. Dil ki raaste jo
Kitni alag the, yun mil jayenge

Yeh ishq toh ek ibaadat hai
Jahaan sab kho ke, sab paa gaye hai

Yeh ishq bale poora na ho
Yeh sab kehte hai ae
Reh jate hai
Pyar ka pehl, ishq ka duza
Aur mohabbat ka teesra
Lafz aadha hota hai
Haan..lafz aadha hota hai

Koi to koi to yeh pataya
Yeh pyaar kyun hota hai
Koi to koi to ye pataya
Yeh pyar kyun hota hai

bharatlyrics.com

Yeh ishq to, ek ibaadat hai
Yeh ishq to, ek ibaadat hai
Sawariya..sawariya..
Sawariya..

Saawariya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download