Sab Mere Sahare Tut Gaye Lyrics - Meena Kapoor

Sab Mere Sahare Tut Gaye lyrics, the song is sung by Meena Kapoor from Lakhpati (1948). The music of Sab Mere Sahare Tut Gaye Sad track is composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish while the lyrics are penned by Qamar Jalalabadi.

Sab mere sahare tut gaye
Sab mere sahare tut gaye
Bas ek sahara baki hai
Bas ek sahara baki hai
Sabka insaf to dekh liya
Sabka insaf to dekh liya
Insaf tumhara baki hai
Insaf tumhara baki hai
Sab mere sahare tut gaye

Ummid sath ab chhod gayi
Jati hui dil ko tod gayi
Ummid sath ab chhod gayi
Jati hui dil ko tod gayi
Ab iske bhi tukde kar dalo
Ab iske bhi tukde kar dalo
Arman bechara baki hai
Arman bechara baki hai
Sab mere sahare tut gaye

bharatlyrics.com

Hum ro ro kar hi jeete rahe
Aur khun jigar ka peete rahe
Hum ro ro kar hi jeete rahe
Aur khun jigar ka peete rahe
Jeene ka nazara dekh ke
Jeene ka nazara dekh ke
Marne ka nazara baki hai
Marne ka nazara baki hai
Sab mere sahare tut gaye
Bas ek sahara baki hai
Sab mere sahare tut gaye.

Sab Mere Sahare Tut Gaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download