Sabse Buri Sharab Hai Lyrics - Lata Mangeshkar

Sabse Buri Sharab Hai lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Naatak (1976). Sabse Buri Sharab Hai Masti soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Mai kyu inhe pasand hu
Puchhe koi is janab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se

Mere bare me ye
Khayal hai janab ka
Mere bare me ye
Khayal hai janab ka
Mai ek khila hua
Phool hu gulab ka
Ho lipte hue hai
Is kadar kante
Magar gulab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se

Wo hai diwana jisko
Bhi mujhse pyar hai
Wo hai diwana jisko
Bhi mujhse pyar hai
Wada hai yaro mera
Koi ek bar hai
Ho kaise suna du
Aapko kisse hai kuch kharab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se

bharatlyrics.com

Koi na koi ilzam mil jayega
Koi na koi ilzam mil jayega
Kahi na kahi mera
Naam mil jayega
Ho padkar fasana
Dekh lo koi kisi kitab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab

Mai kyu inhe pasand hu
Puchhe koi is janab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se.

Sabse Buri Sharab Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download