Safal Wohi Jeevan Hai lyrics, the song is sung by Shyamal Mitra from Anand Ashram (1977). Safal Wohi Jeevan Hai Philosophical soundtrack was composed by Shyamal Mitra with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).
Khushi bant te hai apni
Leke jo auro ke gham
Vahi banate hai duniya ko
Ek anand ashram
Safal wohi jivan hai
Auro ke liye jo arpan hai
Safal wohi jivan hai
Auro ke liye jo arpan hai
Safal wohi jivan hai
bharatlyrics.com
Pyar na bhulenge suraj ka
Hum sab dharti wale
Mar mar ker deta hai jivan
Jal jal ke ujale
Pyar na bhulenge suraj ka
Hum sab dharti wale
Mar mar ker deta hai jivan
Jal jal ke ujale
Safal wohi jivan hai
Auro ke liye jo arpan hai
Safal wohi jivan hai
Auro ke liye jo arpan hai
Safal wohi jivan hai
Har dil me jeete hai wo
Auro ke liye jo mar jaye
Yaad wahi rahte hai jo
Auro ke liye kuch ker jaye
Khushi bant te hai apni
Leke jo auro ke gham
Vahi banate hai duniya ko
Ek anand ashram
Ek anand ashram
Ek anand ashram.