Sakhi Tori Chaturiya Sab Jaan Gayi Lyrics - Binay Goswami

Sakhi Tori Chaturiya Sab Jaan Gayi lyrics, the song is sung by Binay Goswami from Saugandh (1942). The music of Sakhi Tori Chaturiya Sab Jaan Gayi Happy track is composed by Rai Chand Boral while the lyrics are penned by Pandit Natwar.

Sakhi tori chaturiya sab jaan gayi
Sakhi tori chaturiya sab jaan gayi
Main jaan gaya
Sakhi tori chaturiya sab jaan gayi
Nainan path se kiye kiyandar
Tune sajan basayo
Nainan path se kiye kiyandar
Tune sajan basayo

Tablo sari chali chaturi
Bedh na koi paye
Tablo sari chali chaturi
Bedh na koi paye
Par jab chali siyaman bas chale
Batiya sab sakhiya pehchan gayi
Par jab chali siyaman bas chale
Batiya sab sakhiya pehchan gayi
Jaan gayi jaan gayi
Sakhi tori chaturiya sab jaan gayi
Sakhi tori chaturiya sab jaan gayi

Nain ishara na kare
Mukh na bole bain
Karni kar der hai
Jab man ho bechain
Nain ishare na kare
Mukh na bole
Karni sab kar dete hai
Jab man ho bechain

bharatlyrics.com

Agar na kar tore sang ki saheli
Agar na kar tore sang ki saheli
Saathi teri piya ko maan gayi
Jaan gayi jaan gayi
Sakhi tori chaturiya sab jaan gayi
Sakhi tori chaturiya sab jaan gayi.

Sakhi Tori Chaturiya Sab Jaan Gayi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *