Sakhtiyaan Karta Hoon Dil Par Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Sakhtiyaan Karta Hoon Dil Par lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Saher Hone Tak (1993). The music of Sakhtiyaan Karta Hoon Dil Par Playful track is composed by Ustad Ghulam Ali while the lyrics are penned by Iqbal Ashraf.

Sakhtiyaan karta hoon dil par
Gair se gaafil hoon main
Haay kya achchhi kahi
Zalim hoon main jahil hoon main
Sakhtiyaan karta hoon dil par
Gair se gaafil hoon main

bharatlyrics.com

Main jabhi tak tha ke teri
Jalwa pairai na thi
Main jabhi tak tha ke teri
Jalwa pairai na thi
Jo numud e haq se mit
Jata hai woh baatil hoon main
Jo numud e haq se mit
Jata hai woh baatil hoon main
Sakhtiyaan karta hoon dil par
Gair se gaafil hoon main

Bazm e hasti apni aaraish
Pe tu nazan na ho
Bazm e hasti apni aaraish
Pe tu nazan na ho
Tu to ik tasveer hai mehafil
Ki aur mehafil hoon main
Tu to ik tasveer hai mehafil
Ki aur mehafil hoon main
Sakhtiyaan karta hoon dil par
Gair se gaafil hoon main

Dhundhata phirta hoon
Aye iqbaal apne aap ko
Dhundhata phirta hoon
Aye iqbaal apne aap ko
Aap hi goya musafir
Aap hi mazil hoon main
Aap hi goya musafir
Aap hi mazil hoon main
Sakhtiyaan karta hoon dil par
Gair se gaafil hoon main.

Sakhtiyaan Karta Hoon Dil Par Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Sakhtiyaan Karta Hoon Dil Par is from the Saher Hone Tak (1993).

The song Sakhtiyaan Karta Hoon Dil Par was sung by Ustad Ghulam Ali.

The music for Sakhtiyaan Karta Hoon Dil Par was composed by Ustad Ghulam Ali.

The lyrics for Sakhtiyaan Karta Hoon Dil Par were written by Iqbal Ashraf.

The music director for Sakhtiyaan Karta Hoon Dil Par is Ustad Ghulam Ali.

The song Sakhtiyaan Karta Hoon Dil Par was released under the Saregama.

The genre of the song Sakhtiyaan Karta Hoon Dil Par is Playful.