Sakhtiyaan Karta Hoon Dil Par Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Sakhtiyaan Karta Hoon Dil Par lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Saher Hone Tak (1993). The music of Sakhtiyaan Karta Hoon Dil Par Playful track is composed by Ustad Ghulam Ali while the lyrics are penned by Iqbal Ashraf.

Sakhtiyaan karta hoon dil par
Gair se gaafil hoon main
Haay kya achchhi kahi
Zalim hoon main jahil hoon main
Sakhtiyaan karta hoon dil par
Gair se gaafil hoon main

Main jabhi tak tha ke teri
Jalwa pairai na thi
Main jabhi tak tha ke teri
Jalwa pairai na thi
Jo numud e haq se mit
Jata hai woh baatil hoon main
Jo numud e haq se mit
Jata hai woh baatil hoon main
Sakhtiyaan karta hoon dil par
Gair se gaafil hoon main

bharatlyrics.com

Bazm e hasti apni aaraish
Pe tu nazan na ho
Bazm e hasti apni aaraish
Pe tu nazan na ho
Tu to ik tasveer hai mehafil
Ki aur mehafil hoon main
Tu to ik tasveer hai mehafil
Ki aur mehafil hoon main
Sakhtiyaan karta hoon dil par
Gair se gaafil hoon main

Dhundhata phirta hoon
Aye iqbaal apne aap ko
Dhundhata phirta hoon
Aye iqbaal apne aap ko
Aap hi goya musafir
Aap hi mazil hoon main
Aap hi goya musafir
Aap hi mazil hoon main
Sakhtiyaan karta hoon dil par
Gair se gaafil hoon main.

Sakhtiyaan Karta Hoon Dil Par Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download