Sambhal Ke Sambhal Ke Lyrics - Mohammed Rafi

Sambhal Ke Sambhal Ke lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Sitaron Se Aage (1958). Sambhal Ke Sambhal Ke Masti soundtrack was composed by Sachin Dev Burman with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Gagri sukhi bail pyasa
Kale megha pani de
Akal ka andha ganth ka pura
Phir koi aasami de
Sambhl ke sambhl
Ke ye duniya hai
Nagar hoshiyaro ka
Idhar ankh jhapkayi
Aur udhar mal yaro ka
Sambhl ke sambhl
Ke ye duniya hai
Nagar hoshiyaro ka
Idhar ankh jhapkayi
Aur udhar mal yaro ka
Sambhl ke sambhl ke

Kab dekhi hai hatho ki tune safai
Rah jayega raste me deta duhai
Kab dekhi hai hatho ki tune safai
Rah jayega raste me deta duhai
Pukare lakhe tu sayi
Koi thukega bhi nahi
Ek baat kahta hu
Sambhl ke sambhl
Ke ye duniya hai
Nagar hoshiyaro ka
Idhar ankh jhapkayi
Aur udhar mal yaro ka
Sambhl ke sambhl ke

bharatlyrics.com

Ye dunia hai dunia se ummid kaisi
Ho sakta dusmna tera tera padoshi
Ye duniya hai dunia se ummid kaisi
Ho sakta dusmna tera tera padoshi
Nikal bhage nagharwali
Laga ke hoth pe lali
Nahi nahi ek bat kahta hu
Sambhl ke sambhl
Ke ye duniya hai
Nagar hoshiyaro ka
Idhar ankh jhapkayi aur
Udhar mal yaaro ka
Sambhl ke sambhl ke

Ye sare tann ke
Ujale kale hai mann ke
Jina hai to ji
Pyare chalak banke
Ye sare tann ke
Ujale kale hai mann ke
Jina hai to ji
Pyare chalak banke
Nahi samjha agar babu
To tu hai bilkul budhu
Nahi nahi ek bat kahta hu
Sambhl ke sambhl
Ke ye duniya hai
Nagar hoshiyaro ka
Idhar ankh jhapkayi
Aur udhar mal yaro ka
Sambhl ke sambhl ke
Sambhl ke sambhl ke
Sambhl ke sambhl ke.

Sambhal Ke Sambhal Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download