Samundar (Title) Lyrics - Babbu Maan

Samundar (Title) lyrics, the song is sung by Babbu Maan from Samundar (2017). Samundar (Title) Folk soundtrack was composed by Babbu Maan with lyrics written by Babbu Maan.

Tu toh kehta hai ki main ret ki tarah bikhar gaya,

Uska kya hua jo samundar mein utar gaya,

bharatlyrics.com

Hmmm..utar gaya..

Woh udata raha aur main bhi udta raha,
Woh udata raha aur main bhi udta raha,
Kaat di dor bereham ne ke jab main shikhar gaya,

Uska kya hua jo samundar mein utar gaya,
Uska kya hua jo samundar mein utar gaya,

Tum ruko aaya, ye kehke nikle tha woh,
Tum ruko aaya, ye kehke nikle tha woh,
Main usi waqt, usi mod par sanam thehar gaya,

Uska kya hua jo samundar mein utar gaya,
Uska kya hua jo samundar mein utar gaya,

Baad dango ke uthata tha woh laashon ko,

Woh bechara kal raat dange mein mar gaya,

Uska kya hua jo samundar mein utar gaya,

Hmmm..utar gaya..

Maan ne yunhi uchala tha khat hawaon mein,

Na jaane kaise beraham teri chhat pe gir gaya,

Uska kya hua jo samundar mein utar gaya,

Hmmm..utar gaya..

Samundar (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download