Sathiyaa Lyrics - Ajay Gogavale, Shreya Ghoshal

Sathiyaa lyrics, the song is sung by Ajay Gogavale, Shreya Ghoshal from Singham (2011). Sathiyaa Love soundtrack was composed by Ajay Gogavale, Atul Gogavale with lyrics written by Swanand Kirkire.

Saathiyaa, saathiyaa
Pagle se dil ne yeh kya kiya
Chun liya, chun liya
Tujhko deewane ne chun liya
Dil toh uda uda re
Aasman mein badalon ke sang
Yeh toh machal machal ke
Gaa raha hai sunn nayi si dhun
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada

Acchi lagey dil ko
Mere har teri baat re
Saaya tera bann ke
Chalun itna hai khwaab re
Kaandhe pe sar rakh ke
Tere katt jaaye raat re
Beetenge din thaame
Tere haathon mein haath re
Yeh kya hua mujhe mera
Yeh dil fisal fisal gaya
Yeh kya hua mujhe
Mera jahaan badal badal gaya
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada

bharatlyrics.com

Neendhein nahin chaina
Nahin badloon mein karwatein
Taare ginu ya main ginu
Chaadar ke sarwatein
Yaadon mein tu khwaabon
Mein tu teri hi chaahatein
Jaaon jidar dhoonda karoon
Teri hi aahatein
Yeh jo hai dil mera
Yeh dil suna na keh raha yehi
Woh bhi kya zindagi hai
Zindagi ki jis mein tu nahin
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada

Saathiyaa, saathiyaa
Pagle se dil ne yeh kya kiya
Chun liya, chun liya
Tujhko deewane ne chun liya
Dil toh uda uda re aasman
Mein badalon ke sang
Yeh toh machal machal ke
Gaa raha hai sunn nayi si dhun
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada
Badmash dil toh thag hai bada
Badmash dil yeh tujhse juda
Badmash dil meri sune na zid pe ada.

Sathiyaa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download