Sawan Ka Mahina Lyrics - Asha Bhosle

Sawan Ka Mahina lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Dharamyudh (1988). Sawan Ka Mahina Rain soundtrack was composed by Rajesh Roshan with lyrics written by Kulwant Jani.

O sakhiyo o sakhiyo
Sawan ka mahina tauba tauba
Ye bada beiman hota hai
Sawan ka mahina tauba tauba
Ye bada beiman hota hai
Tauba ji tauba beiman hota hai
Kale badlo ki toli bole mithi mithi boli
Kale badlo ki toli bole mithi mithi boli
Koi aise mein jo leke jaye doli
Pura arman hota hai
O sakhiyo
Sawan ka mahina tauba tauba
Ye bada beiman hota hai

bharatlyrics.com

Is mausam mein haye dil par
Ban kabu kaise sokh hawaye kar deti hai
Tan man mein ek jadu jaise
Gore tan ka pasina jaise chamke nagina
Gore tan ka pasina jaise chamke nagina
Jab nache koi jhum ke hasina
To sad je jawan hota hai
O sakhiyo
Sawan ka mahina tauba tauba
Ye bada beiman hota hai

Sawan ki rut bhigi jab
Jab laut ke wapis aaye
Tod ke pahre mast jawani
Pani me bhi aag lagaye
Jab barkha ka pani laye dilo mein rawani
Jab barkha ka pani laye dilo mein rawani
Aisi rut mein sulagti jawani bhi
Shishe ka makam hota hai
O sakhiyo
Sawan ka mahina tauba tauba
Ji bada beiman hota hai
Sawan ka mahina tauba tauba
Ji bada beiman hota hai
Tauba ji tauba beiman hota hai
Kale badlo ki toli bole mithi mithi boli
Kale badlo ki toli bole mithi mithi boli
Koi aise mein jo leke jaye doli
Pura arman hota hai
O sakhiyo
Sawan ka mahina tauba tauba
Ji bada beiman hota hai
Tauba ji tauba beiman hota hai
Tauba ji tauba beiman hota hai
Tauba ji tauba beiman hota hai
Tauba ji tauba beiman hota hai
Tauba ji tauba beiman hota hai
Tauba ji tauba beiman hota hai
Tauba ji tauba beiman hota hai
Tauba ji tauba beiman hota hai.

Sawan Ka Mahina Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download