Sawan Mein lyrics, the song is sung by Divya Kumar, Jasmine Sandlas from Coke Studio India – Season 4 (2015). The music of Sawan Mein Happy track is composed by Jigar Saraiya, Sachin Sanghvi while the lyrics are penned by Mayur Puri.
Aag laga ke…aag laga ke…
Ho aag laga ke mann ke…aangan mein…
Aag laga ke mann ke…aangan mein…
Chhod gayo re bairi, sawan mein..
Sawan mein… sawan mein…
Sawan mein…
Daag laga ke more…daman pe,
Daag laga ke more…daman pe…
Chhod gayo re bairi.. Sawan mein…
Sawan mein..sawan mein..
Sawan mein…sawan mein…
Jo vi si majboori
Kaaton rakhi tu doori..
Si meri raatan kodiyaan
Pyar si kita tenu
Jaan si maniya tenu
Mud ke na aavin bewafaa..
Zikar te tere meeti pawan..
Jisam hai dhooni…
Jale meri chaawan..jale meri chaawan…
bharatlyrics.com
Rakh neede tere, tera yeh farebi…
Siyaah dil naiyo chahida
Kali rawan jhalli aakhe jag tan vi
Siyaah dil naiyo chaida
Ho hun, tak tak peeche vekh na ki
Siyaah dil naiyo chaida
Oh rakh neede tere, tera yeh farebi,
Siyaah dil naiyo chaida
Aag laga ke…
Aag laga ke mann ke…
Aag laga ke mann ke…aangan mein…
Chhod gayo re bairi…sawan mein…
Sawan mein…sawan mein…
Sawan mein…