SAZAA LYRICS IN HINDI: सज़ा This Sad song is sung by Jyoti Nooran & released by Water Waves Music. SAZAA song was composed by Amaan Ars, with lyrics written by Azeem Shirazi and Mohd Affu. The music video of this track is picturised on Sheetal Sharma and Samarth Jurel.
सज़ा Sazaa Lyrics in Hindi
मेरी तरह किसको अब झूठे वादे करते हो
दिन कहीं और कहीं और रातें करते हो
निभाते हो वहां या तमाशे करते हो
नकाब सफेद रख के मुंह काले करते हो
तेरे जानब आने से मेरा दिल ये डरता है
तू दो मुंह वाला सांप हमको जहर लगता है
तेरी सजाओं से दिल तारतार हुआ
तेरे धोखे से कत्ल बार-बार हुआ
तेरी सजाओं से दिल तारतार हुआ
तेरे धोखे से कत्ल बार-बार हुआ
झूठे वादे तेरे झूठी तेरी मकारियां
इश्क करता है या बस करता है अदाकारियां
यार कपड़ों के जैसे तू बदलते रहता है
खून में नहीं है तेरी वफादारी
मुझसे मेरा खुदा इसलिए नाराज रहता है
दिल है धोखे में और दिल में धोखेबाज रहता है
तेरी जुआ से दिल सार हुआ
दर्द इतना हुआ के हके पार हुआ
तेरी सजाओं से दिल बार-बार हुआ
तेरे धोखे से कत्ल बार-बार हुआ
ये मेरे गम लगे बड़े मेरी उम्र के आगे
वो दिल पे करता था सितम मेरी नजर के आगे
पी के गुजरती है ये गहरी गहरी रातें
नशे में बैठी गुमशुदा मैं तेरे घर के आगे
कितना बेरहम है रोज आँखे चार करता है
दिल में रह के ही मेरे दिल पे वार करता है
भारतलिरिक्स.कॉम
तेरी सजाओं से दिल बार हुआ
तेरे धोखे से कत्ल बार-बार हुआ
तेरी सजाओं से दिल बार हुआ
तेरे धोखे से कत्ल बार-बार हुआ
तू सुनने को तड़पेगा मेरी आवाज को
हम हंस के मर जाएंगे लेकर के तेरी सजा
तुझे केबिन तरसेगा इश्क के खोज को
मेरे तो कब्र से भी आएगा सबको मजा
तुझे बस दर्द देंगे जो हमारे बाद आएंगे
तुझे बस दर्द देंगे जो हमारे बाद आएंगे
जमाना बीत जाने दो तुझे हम याद आएंगे
तुझे हम याद आएंगे
Sazaa Lyrics
Meri tarah kisko ab jhoothe vaade karte ho
Din kahin aur kahin aur raatein karte ho
Nibhaate ho wahan ya tamaashe karte ho
Naqaab safed rakh ke munh kaale karte ho
Tere jaanib aane se mera dil ye darta hai
Tu do munh wala saanp humko zehar lagta hai
bharatlyrics.com
Teri sazaaon se dil taar taar hua
Tere dhokhe se qatl baar baar hua
Teri sazaaon se dil taar taar hua
Tere dhokhe se qatl baar baar hua
Jhoothe vaade tere jhoothi teri makaariyan
Ishq karta hai ya bas karta hai adaakaariyan
Yaar kapdon ke jaise tu badalta rehta hai
Khoon mein nahin hai teri wafadaari
Mujhse mera khuda isliye naaraaz rehta hai
Dil hai dhokhe mein aur dil mein dhokhebaaz rehta hai
Teri judaai se dil paar hua
Dard itna hua ke had ke paar hua
Teri sazaaon se dil taar taar hua
Tere dhokhe se qatl baar baar hua
Ye mere gham lage bade meri umr ke aage
Wo dil pe karta tha sitam meri nazar ke aage
Pi ke guzarti hain ye gehri gehri raatein
Nashe mein baithi gumshuda main tere ghar ke aage
Kitna beraham hai roz aankhe char karta hai
Dil mein reh ke hi mere dil pe vaar karta hai
Teri sazaaon se dil taar taar hua
Tere dhokhe se qatl baar baar hua
Teri sazaaon se dil taar taar hua
Tere dhokhe se qatl baar baar hua
Tu sunne ko tadpega meri awaaz ko
Hum hans ke mar jaayenge lekar ke teri saza
Tujhe ka bin tarsega ishq ki khoj ko
Mere to qabr se bhi aayega sabko maza
Tujhe bas dard denge jo hamaare baad aayenge
Tujhe bas dard denge jo hamaare baad aayenge
Zamaana beet jaane do tujhe hum yaad aayenge
Tujhe hum yaad aayenge
