Sehma Sehma Dara Sa Rehta Hai Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Sehma Sehma Dara Sa Rehta Hai lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Visaal (2001). The music of Sehma Sehma Dara Sa Rehta Hai Ghazal track is composed by Ustad Ghulam Ali while the lyrics are penned by Gulzar (Sampooran Singh Kalra).

Sehma sehma dara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai
Jane kyun ji bhara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai
Jane kyun ji bhara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai

Kaai si jam gayi hai aankho par
Kaai si jam gayi hai aankho par
Kaai si jam gayi hai aankho par
Sara mazar hara sa rehta hai
Sara mazar hara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai

Ek pal dekh lun to uthata hun
Ek pal dekh lun to uthata hun
Ek pal dekh lun to uthata hun
Jal gaya sab zara sa rehta hai
Jal gaya sab zara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai

bharatlyrics.com

Ishq me aur kuchh nahi hota
Ishq me aur kuchh nahi hota
Ishq me aur kuchh nahi hota
Aadmi baawra sa rehta hai
Aadmi baawra sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai
Jane kyun ji bhara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai.

Sehma Sehma Dara Sa Rehta Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download