Sham Ke Rang Me Rang Lyrics - Lata Mangeshkar

Sham Ke Rang Me Rang lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Patanga (1971). Sham Ke Rang Me Rang Devotion soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri.

Prem bina bhakti nahi
Kyu mandir ma jaye
Man ka thakur pooj le
Jo mange so paye

Sham ke rang me rang gayi sham
Aur na mera duja dham
Sham ke rang me rang gayi sham
Aur na mera duja dham
Sham ke rang me rang gayi sham
Aur na mera duja dham

Manmohan ki preet me khoyi
Ratiya biti main nahi soyi
Manmohan ki preet me khoyi
Ratiya biti main nahi soyi
Ratiya biti main nahi soyi

Meri aradhana uska naam
Aur na mera duja dham
Sham ke rang me rang gayi sham
Aur na mera duja dham

bharatlyrics.com

Ik najar ki main hu pyasi
Janam janam ki mai hu dasi
Ik najar ki mai hu pyasi
Janam janam ki main hu dasi
Janam janam ki main hu dasi

Ankhiya karti hai parnam
Aur na mera duja dham
Sham ke rang me rang gayi sham
Aur na mera duja dham

Uski gali ko chhod du kaise
Preet ka nata tod du kaise
Uski gali ko chhod du kaise
Preet ka nata tod du kaise
Preet ka nata tod du kaise

Uski gali hai mera gaon
Aur na mera duja dham
Sham ke rang me rang gayi sham
Aur na mera duja dham.

Sham Ke Rang Me Rang Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download